How to Extract .RAR File / .RAR file ko kaise Extract Karen
How to Extract
First of Follow Open any .RAR File
First Method
![]() |
.RAR File |
File Open ho jane ke baad Extract To par Click kijiye Jo ki upar gayi image me dikh rha hai
Select file Location Then Click OK Like that Location - Desktop, Libraries or any Folder after Click OK your file Extract Successful
To koi bhi hame ek file Location select karni hai jahan hame file Extract karni hai jaise Desktop, Libraries ya koi bhi aap folder bana len aur us folder ko select karlen to usme apki saari file extract ho jayengi
Thats it
Second Method
Extract karne ka ye dusra tarika hai aapko is baar .RAR file open nhi karni hai
infact apko .RAR file par right Click karna hai aur Extract Here par Click karna hai aur apki file Extract ho jayegi Lekin me apko prefer karunga ki aap First Method Choose karein aur usi ko use me layen aur New Folder banakar usi ko select karke usi me Extract karen.
Agar koi Doubt ho to aap Comment karke puch sakte hain.
#Likely_Boy_Tutorial

Comments